Meteorite logoMeteorite
Back to videos

258_Public Q & A Session with Engineer Muhammad Ali Mirza on SUNDAY [ 25_Oct_2026 ], Jhelum Academy

❤ All of My Dear STUDENTS ! ! ! Assalam_o_alaikum wa RahmatULLAH & JazakumULLAHO Khairan for your DUAA & Moral_SUPPORT in Dawat_e_HAQ of our Beloved_NABI ﷺ against Biggest_FITNA of FIRQAWARIYAT. Aameen ! ! ! 🔥 NOTE : If you see any Video Ad. in start of this video, that is only due to the New Policy of YouTube applied in Nov-2023 youtu.be/Eqes7AsQ_tg ! ! ! ♥ Contact Us at +92-321-5900162 (09:00 am to 05:00 pm) 😭 My Life Story ! ! ! 🔥 My Journey in Search of TRUTH ! 🔥 Firqas to Real ISLAM ! ♥ Engineer Muhammad Ali Mirza : youtu.be/at1s-OqWb_A #engineermuhammadalimirza #.## | 0:00:00 Start & Introduction !! Q.01 | 0:01:17 Nek kaam mein logon ki tareef ka khayal aaye to riyakari ka ilaj? Q.02 | 0:16:21 Shohar baat nahi karte, ghutan kehte hain — kya main buri biwi hoon? Q.03 | 0:21:31 Kya aalim ka aurat ko shohar ki galiyon par sabar ka kehna durust hai? Q.04 | 0:24:27 Surah An-Nisa: kya ISLAM ne mard ko biwi maarne ki ijazat di hai? Q.05 | 0:32:39 Tashahhud se khade ho kar Raf-ul-Yadain ki daleel? Q.06 | 0:34:54 Kabira aur saghira gunah mein farq kaise karein? Q.07 | 0:37:27 Kya ISLAM maashi taraqqi se rokta hai? Duniya momin ki qaid khana? Q.08 | 0:40:16 Syed Irfan Shah Mashhadi, academy par firing aur meri dawat ki kahani Q.09 | 0:46:41 31 saal, pehla nikah toot gaya, maali tangi se rishta ruka — rehnumai? Q.10 | 0:48:15 Kya biwi apna na-ada haq mehr ALLAH ke liye maaf kar sakti hai? Q.11 | 0:49:25 Dadi ki doosri shaadi — kya un chachaon se pardah hoga? Q.12 | 0:51:18 Raf-ul-Yadain par ghar mein jhagra, masjid chhor di — kya gunah kiya? Q.13 | 0:56:16 ISLAM mein chilla kashi aur khaas jagah/waqt wazifa parhna kaisa hai? Q.14 | 0:57:13 Govt Apna Ghar scheme se interest par loan lena — sood hai? Q.15 | 0:57:51 Kya momin Imam Mahdi A.S ke lashkar ke liye dobara zinda hoga? Q.16 | 1:07:28 Kya Imam Hussain A.S ne naize par sar se QUR'AN parha? Jaali riwayat Q.17 | 1:10:51 Ustad jahan marta hai wahan jahannam ki aag haram — sach hai? Q.18 | 1:11:01 Tahajjud ki jamaat nahi to Ahl-e-Hadith azan kyun dete hain? Q.19 | 1:12:14 Kisi aankh ne Jannat nahi dekhi, to NABI صلى الله عليه وآله وسلم ne namaz mein angoor kaise dekhe? Q.20 | 1:20:37 Khilafat-e-Rashida 30 saal mein khatam, to '12 Khulafa' wali hadith mein kaun? Q.21 | 1:21:28 ALLAH ke siwa madad ke liye pukarna shirk? Waseela aur istiaanat ka farq Q.22 | 1:23:52 Kya aurat haiz ke dinon mein QUR'AN ki tilawat kar sakti hai? Q.23 | 1:24:49 Ghair-Muslim ko kaun si surah dein? (American naw-Muslim ki kahani) Q.24 | 1:32:23 Sarkari (muft) Hajj par naam aaya — farz ada hoga ya nafli? Q.25 | 1:35:01 Paint tokens software ki aamdani halal hai ya rishwat/jua? Q.26 | 1:36:53 Kya aurat rishtedaar khwaja sira se pardah karegi? Q.27 | 1:38:41 Kya aurat khule aasman ke neeche namaz parh sakti hai? Q.28 | 1:40:13 Azan par dupatta lena aur QUR'AN parhte waqt sar dhakna zaroori hai? Q.29 | 1:41:16 Raf-ul-Yadain ki hadith na manne wale munkireen-e-hadith hain? #.## | 1:42:25 END !!

Suggested videos