
Video unavailable
This video can't be played right now.
MAIN NA MAIN RAHA (STUDIO VERSION) | AKKI ON THE MIC | LEGACY
Track: Main Na Main Raha Artist: Akki On The Mic CREDITS: Track name: Main Na Main Raha (Studio Version) Written by: Anuj Kumar Performed by: Akki On The Mic Produced by: Kod.E, 48VOLT Music Composers: Devashish Korani, Rahul Shahani Mix Engineer: Shah Rule, Maharshi Jani Mastering Engineer: Maharshi Jani LYRICS: Koi na jaane kya hua hai Dhudhla dhundhla sa yeh sama hai Hook Main na main rahaa Tu bhi tu nahi Koi na jaane kya hua hai Na manzilen milein Na raahon ka pata Dhudhla dhundhla sa yeh sama hai Verse 1 Sab jaan ke bane anjaan woh Dil Teri chahat mein gaya barbaad ho Kuch khwaahish adhuri hi rehti Jaruri toh nahi jo pasand woh paas ho Na aisi koi shaam ho Jab zubaan na tera tera naam ho Thaamna haath tha mera par par jaana tu pakad ke baithi hai baat ko Khudka na hosh mujhe yaadon mein aisa hoon choor teri kuch baatein aisilagi jinhe Bhool na saka main bhul ke bhi Kashti yeh doob gayi meri jaan Kinaare ko dhoondh ke bhi Jyada toh maanga hi nahi Kaisa hoon itna hi puch leti Jakhm pe na vaar kar Marhamo ka kaam kar Pardo mein rehna chhod tu Khud ko benakab kar Bridge Aake tu kabhi Le seene se laga Itni si meri iltiza hai Na hoga tu mera Yeh jaanu main magar ziddi yeh dil sunta kaha hai Hook Main na main rahaa Tu bhi tu nahi Koi na jaane kya hua hai Na manzilen milein Na raahon ka pata Dhudhla dhundhla sa yeh sama Verse 2 Bejaan tere baad se, na himmat ab baaki Baitha hoon bebas, Dekhu bas raah ki Woh aake pukaare, Toh zinda ho laashein! Khat likha rakt se na Panno par syaahi Badla woh saksh, badla zamana Hoga zamane ka, Apna raha na Badla woh sab, jo socha bhi na tha Bas badla na main par main woh bhi raha na Jo tha Ab galtiyan maaf karu Magar yaad rakhu Sab hisaab rakhu Na apno se aas rakhu Dil yeh kanch rakhu Magar saaf rakhu Lafzon mein Saar Na Daaman mein daag Kam shabdho mein baat rakhu ab bhi Almaari mein Uska gulaab rakhu Hook Main na main rahaa Tu bhi tu nahi Koi na jaane kya hua hai Na manzilen milein Na raahon ka pata Dhudhla dhundhla sa yeh sama hai Main na main rahaa Tu bhi tu nahi Koi na jaane kya hua hai Na manzilen milein Na raahon ka pata Dhudhla dhundhla sa yeh sama hai Kis galti ki saza? Yeh sawaal reh gaya Na dekha usne palat kar Main deta awaaz reh gaya Hai afsos ki chah kar bhi Na rok saka Tu thi to yeh ghar tha Tu gayi to yeh makaan reh gaya New Episodes Every Tuesday & Friday at 7 PM only on Hindi Zee 5 Watch Every Thursday & Sunday at 12 PM only on YouTube - Kalamkaar If you're part of the culture, Like. Comment. Share. Subscribe and join the movement. #Legacy #DesiHipHop #DHH #IndianHipHop #HipHop #Rap #RAFTAAR #KRSNA #ForTheCulture #Kalamkaar #Kalamkaarmusic #LegacyOnZee5 #StreamingOnHindiZee5 #boAtXLegacy #TheNextWave #PoweredByboAt
Suggested videos

KR$NA : MAKASAM | KALAMKAAR
Kalamkaar · 5:39

THAAT X MEXICAN COKE (STUDIO VERSION) | BABBAR X CHIEF | LEGACY
Kalamkaar and Mass Appeal India · 4:47

Deep Kalsi X Raftaar X KR$NA X Karma - No Mercy | TUNNEL VISION | KALAMKAAR
Kalamkaar · 3:39

आनंदी कसं जगायचं? डॉ. संजय कळमकर यांच्याकडून शिका हसता हसता! | Best Speech on Happiness
Priye Kavite · 56:10

KR$NA - SEEDHA MAKEOVER | KALAMKAAR
Kalamkaar · 3:37

CLOSE FRIENDS (STUDIO VERSION) | HUSXAIN | LEGACY
Kalamkaar and 2 more · 2:42

KR$NA FT. RAFTAAR - BUSS DOWN | LEGACY
Kalamkaar and 2 more · 3:27

KR$NA - UNTITLED (FULL VIDEO) | KALAMKAAR
Kalamkaar · 2:47