Meteorite logoMeteorite
Back to videos

Mera “Why God?” Dheere Dheere “Thank God” Ho Jaata Hai.

Kabhi kisi cheez ke liye Bhagwan se itna maanga hai… aur kuch time baad bola ho, “Achha hua meri nahi suni”? 😭😂 Meri imagination toh possibility aate hi poora future bana deti hai. Diwali ka outfit, Sunday breakfast, cute conversations… bas difficult Tuesday morning ka scene shoot karna bhool jaati hai. Aaj ki bakbak mere “Why, God?” se “Thank God” tak ke beech ki hai—un imagined futures ki, cheezon ko work karwaane ki zidd ki, aur uss awkward realisation ki: mujhe woh life chahiye thi… lekin kya main usmein apne jaisi reh paati? Thode imaginary scenes, thodi apni pol-khol, aur kuch baatein jinpe ab hansi aati hai… lekin uss waqt bilkul nahi aayi thi. Aur haan, kabhi thankful feel karna aur kabhi miss karna—dono ek saath ho sakte hain. Main bhi abhi samajh hi rahi hoon. 🤍 Tumhari koi “Why God?” wish baad mein “Thank God” bani hai? Comments mein bas utna share karna jitna comfortable ho. Sirf “haan” bhi chalega. Main samajh jaaungi. Aisi aur honest Hindi-English conversations, overactive imagination aur thodi emotional bakbak ke liye subscribe kar lena. Yahan baat abhi baaki hai. 😂 Relationship scenes aur dialogues hypothetical hain; feelings aur reflections personal hain. #ThankGod #HinglishPodcast #SelfDiscovery

Suggested videos

How I Became OBSESSED With Someone I Wasn’t Even in Relationship😭😂 | Storytime & Yapping

SoniaEra · 5:45

अभी हार न मानें | ईश्वर आपके छोटे कदमों में भी क्यों काम कर रहे हैं | जकर्याह 4:10

Inspired Topics · 8:36

Stop Centering Men: The Truth Women Need to Hear | Decentering Men 🥹

SoniaEra · 15:45

ईश्वर आपको कुछ बहुत महत्वपूर्ण बात बताने के लिए बहुत बेचैन महसूस कर रहे हैं - इसे तुरंत खोलें!

INRI Motivation · 1:06:54

I Am NOT Everyone's Cup of Tea… THANK GOD! 😂☕

SoniaEra · 17:30

आज ईश्वर को सर्वोपरि रखें और नम्रता का वस्त्र धारण करें | सुबह की प्रार्थना

Daily Jesus Prayers · 18:40

मंगलवार, 2 जून | हे प्रभु, आज मेरे लिए नए द्वार खोलें | कृपा और सफलता के लिए सुबह की प्रार्थना

Morning Prayer Room and Daily Prayer Today · 38:34

THE INTERNET IS MAKING US FEEL LIKE FAILURES | Dating, Marriage & Society Expectation 😭

SoniaEra · 11:45

आज रात अपने वॉलेट में नमक रखें: यहूदी अनुष्ठान जो आपको सुबह तक अमीर बना देगा || David Yonggi Cho

David Prayers and AMORVIA · 23:01

30s Mein Meri Life?! 😂 Things I am Unlearning as a Woman in My 30s | Honest Girl Talk

SoniaEra · 8:20

Stop Being a Bichari. Become the Bitch They Warned You About. 🔥

SoniaEra · 13:00

Hasti Bahut Hoon… Meri Playlist Thodi Alag Hai 😂

SoniaEra · 9:22