Meteorite logoMeteorite
Back to videos

Kabhi Alvida Naa Kehna Full Video - Shahrukh Khan, Rani , Preity , Abhishek | Alka Yagnik

'Kabhi Alvida Naa Kehna' the title track of the movie is one of the most popular love songs ever. Shah Rukh Khan in his signature moves is as charming as ever, share an immaculate on screen chemistry with Rani Mukherjee, the starcast also consists of Abhishek Bachchan, Preity Zinta, Kirron Kher and Amitabh Bachchan, while Arjun Rampal does a guest appearance. The movie is also known as KANK, it is a Bollywood musical romantic drama directed by Karan Johar and produced under the Dharma Productions banner. The music of the movie is directed by Shankar-Ehsaan-Loy. Song Name - Kabhi Alvida Naa Kehna Movie - Kabhi Alvida Naa Kehna Singer - Sonu Nigam & Alka Yagnik Composer - Shankar Ehsaan Loy Lyricists - Javed Akhtar Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Lyrics: Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna Jitni thi khushiyaa Sab kho chuki hai Bas ek gham hai ki jaata nahi Samjha ke dekha behla ke dekha Dil hai ki chain isko aata nahi Aarzoo hai ki hai angarai Aag hai kab aankhon se behna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai Dard ka mausam badla nahi Rang yeh halka itna hai gehra Sadiyon main hoga halka nahi Halka nahi Kaun jaane kya hona hai Hum ko hai ab kya kya sehna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna © 2006 Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Subscribe: Vevo - http://www.youtube.com/user/sonymusicindiavevo?sub_confirmation=1 Like us: Facebook: https://www.facebook.com/SonyMusicIndia Follow us: Twitter: https://twitter.com/sonymusicindia G+: https://plus.google.com/+SonyMusicIndia

Suggested videos