Meteorite logoMeteorite
Back to videos

Arijit Singh & Shreya Ghoshal - Dhaagon Se Baandhaa | Raksha Bandhan | Akshay Kumar | Rakhi Special

Song: Dhaagon Se Baandhaa Music: Himesh Reshammiya Lyrics: Irshad Kamil Singers: Arijit Singh & Shreya Ghoshal Lyrics: Kachche Dhaagon Ka Yeh Rishta Bann Jaata Hai Bachpan Se Marte Dum Tak Saath Nibhaaye Bandh Ke Raksha Bandhan Se Dhaagon Se Baandhaa Ehsaas Dil Ke Rishte Ka Rishta Yeh Apna Rab Ki Rubaai Main Rahoon Na Main Tere Bina Tu Rahe Na Tu Mere Bina Main Rahoon Na Main Tere Bina Tu Rahe Na Tu Mere Bina Dhaagon Se Baandhaa Ehsaas Tumse Milne Ka Milna Yeh Apna Rab Ki Rubaai Main Rahoon Na Main Tere Bina Tu Rahe Na Tu Mere Bina Main Rahoon Na Main Tere Bina Tu Rahe Na Tu Mere Bina Tumse Hi Toh Khilte Saare Phool Ummeedon Waale Himmat Bandh Jaati Hai Jab Tu Hans Ke Paas Bithaale Khushiyon Ka Tu Saamaan Hai Tu Saath Hai Toh Yun Lage Jeena Bada Aasan Hai Baaton Se Baandhaa Har Taar Apne Rishte Ka Rishta Yeh Apna Rab Ki Rubaai Main Rahoon Na Main Tere Bina Tu Rahe Na Tu Mere Bina Main Rahoon Na Main Tere Bina Tu Rahe Na Tu Mere Bina Chaar Dishaaon Jaisi Tum Ho Mere Liye Zaroori Tum Na Ho Toh Har Din Aadha Har Ik Shaam Adhoori Aadha Mujhe Rehna Nahi Kuch Kam Lage Woh Ghar Mujhe Jisme Koi Behna Nahi Yaadon Se Baandhaa Jazba Yeh Apne Rishte Ka Rishta Yeh Apna Rab Ki Rubaai Main Rahoon Na Main Tere Bina Tu Rahe Na Tu Mere Bina Main Rahoon Na Main Tere Bina Tu Rahe Na Tu Mere Bina #rakhispecial #rakshabandhan #rakshabandhanspecial #bhai #behen

Suggested videos