Meteorite logoMeteorite
Back to videos

Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaungi | Ali Mukhtar Khan | Chehlum Noha - New Noha 2026

Subcribe To Our Channel http://www.youtube.com/channel/UCTa96D25H0bwYFywSeGLlyw?sub_confirmation=1 Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaungi | Ali Mukhtar Khan | Chehlum Noha - New Noha 2026 ◉ Roman Lyrics Haye Ghazi Alamdar Haye Zainab Haye Ghazi Alamdar Haye Zainab Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Dukh Mein Apne Dukh Mein Apne Sabhi Sunaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Shaam Se Karbala Ko Jaate Huye Keh Rahi Hai Behan Yeh Rote Huye Keh Rahi Hai Behan Yeh Rote Huye Aaj Dil Ko Aaj Dil Ko Sukoon Dilaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Kitne Patthar Tamaache Dure Lage Baad Is Ke Jo Mujh Ko Zakhm Mile Baad Is Ke Jo Mujh Ko Zakhm Mile Neele Baazu Neele Baazu Yeh Sab Dikhaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Sar Jhukaaye Main Meelon Chalti Rahi Bhaiyon Ko Main Khul Ke Ro Na Saki Bhaiyon Ko Main Khul Ke Ro Na Saki Zabt Aansu Zabt Aansu Mein Ab Bahaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Bhook Aur Pyaas Mein Tamaache Lage Kitna Royi Sakina Tere Liye Kitna Royi Sakina Tere Liye Haal-e-Zindaan Haal-e-Zindaan Sab Sunaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Shaam Kufa Madina Karb-o-Bala Ab Jahaan Bhi Rahe Behan Ba-Khuda Ab Jahaan Bhi Rahe Behan Ba-Khuda Farsh-e-Matam Farsh-e-Matam Tera Bichhaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Qabr-e-Sarwar Pe Zainab Muztar Keh Rahi Thi Asad Yeh Ro Ro Kar Keh Rahi Thi Asad Yeh Ro Ro Kar Tera Matam Tera Matam Sada Manaungi Bhai Abbas Ko Bataungi Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaaungi Bhai Abbas Ko Bataungi #ajareresalat #noha #bibizainab #chehlum #molaabbas #shaam #yazainabsa #karbala #noha2026 Kalam Title : Chhoot Kar Qaid Se Jo Jaungi Reciter : Ali Mukhtar Khan Poet : Asad Azmi Compose : Ali Mukhtar Khan Audio Rec : Tee Zee Studio Mix Mastering : Tirmah Zaidi Dop : Umair Amin Editing & Director : Dr Mirza Amais Amin Video : AR Studio Fsd Label : Ajareresalat.com ◉ Follow Ajareresalat Network TikTok : tiktok.com/@ajareresalat.aza Facebook : https://www.facebook.com/Ajareresalat14/ Twitter : https://twitter.com/Ajareresalat Soundcloud : https://soundcloud.com/ajareresalat110/ Instagram : https://instagram.com/ajareresalat.aza WhatsApp : https://whatsapp.com/channel/0029VaDUUwu9mrGZ8zWKPZ1s Website : https://www.Ajareresalat.com

Suggested videos