Meteorite logoMeteorite
Back to videos

❤️ Reply on Dr. Ashraf Jalali حفظہ اللہ Vs Peer Hussam Gholaravi حفظہ اللہ ! 😭 Engineer Muhammad Ali

❤ All of My Dear STUDENTS ! ! ! Assalam_o_alaikum wa RahmatULLAH & JazakumULLAHO Khairan for your DUAA & Moral_SUPPORT in Dawat_e_HAQ of our Beloved_NABI ﷺ against Biggest_FITNA of FIRQAWARIYAT. Aameen ! ! ! 🔥 NOTE : If you see any Video Ad. in start of this video, that is only due to the New Policy of YouTube applied in Nov-2023 youtu.be/Eqes7AsQ_tg ! ! ! ♥ Contact Us at +92-321-5900162 (09:00 am to 05:00 pm) 😭 My Life Story ! ! ! 🔥 My Journey in Search of TRUTH ! 🔥 Firqas to Real ISLAM ! ♥ Engineer Muhammad Ali Mirza : youtu.be/at1s-OqWb_A #engineermuhammadalimirza #.## | 0:00:00 Highlights !! #.## | 0:25:40 Start & Introduction? S.01 | 0:26:55 Reply on Dr. Ashraf Jalali حفظہ اللہ Vs Peer Hussam Gholaravi حفظہ اللہ ! Q.01 | 0:33:13 Peer Hussam Gholaravi حفظہ اللہ ka Kuffriya Sher! 5 Ilmi Points !! Q.02 | 0:43:40 Ilmi Point # 01: Dr. Ashraf Asif Jalali ka Bayan - ALLAH ki Tauheed par Hamla aur Hazrat Musa (A.S) ki Shaan mei Gustakhi? Q.03 | 0:52:52 Ilmi Point # 02: Dr. Jalali ka Dusray Ulama aur Astano ki Khamoshi par Gila - Gustakhi par Khamoshi aur Munafaqat? Q.04 | 0:59:35 Ilmi Point # 03: "Clip Aagay Peechey say Kata gaya hai" ki Tehqeeq aur Naqla-e-Kufr Kufr Na Bashad ka Usool? Q.05 | 1:10:01 Ilmi Point # 04: Dr. Jalali ka Video Clip say 2 Jumlay Delete karna aur Gustakhi say Tauba ka Shara'i Hukm? Q.06 | 1:21:43 Ilmi Point # 05: Gustakhi kay Muqadmat (295-C), Ulama ka Double Standard aur Aseeran-e-Namoos-e-Risalat ka Mamla? #.## | 1:26:21 Buzurgan-e-Deen ki Kitabon say 11 References !! Q.01 | 1:27:53 Reference # 01: Sultan Bahu ki Kitab mei Hazrat Musa (A.S) ki Shaan mei Shatah-iyat / Gustakhi? Q.02 | 1:33:21 Reference # 02: Masnavi Maulana Rumi (Hikayat # 49) - Hazrat Musa (A.S) aur Charwahe ka Qissa? Q.03 | 1:42:22 Reference # 03: Ihya Ulum-id-Din (Imam Ghazali) - Hazrat Musa (A.S) ki Shaan mei Qissa? Q.04 | 1:50:19 Reference # 04: Peer Ajmal Qadri ka Bayan - Firaun aur Hazrat Musa (A.S) ka Muqabla aur Sufiya kay Aqwal? Q.05 | 1:54:31 Reference # 05: Ala Hazrat Ahmed Raza Khan Barelvi ka Qasida ("Kithe Ala Paan...") aur Hazrat Musa (A.S) ki Shaan? Q.06 | 1:59:38 Reference # 06: Irfan-e-Shariat (Ala Hazrat) - Sahaba, Ambia aur Auliya kay Maqam par Sawalat? Q.07 | 2:06:26 Reference # 07: Tazkirat-ul-Auliya (Attar) & Fatawa Razawiyya - Bayazid Bastami ka Dawa "Subhani Ma A'zama Shani"? Q.08 | 2:11:44 Reference # 08: Tazkirat-ul-Auliya - Bayazid Bastami ka Arsh-e-Ilahi kay barey mei Dawa ("Arsh to mei khud hoon")? Q.09 | 2:13:24 Reference # 09: "Chishti Rasoolullah" aur Ashraf Ali Thanvi (Risala Al-Imdad) ka KALIMAH? Q.10 | 2:17:46 Reference # 10: Kashf-ul-Mahjoob (Data Ganj Bakhsh) - Bayazid Bastami kay Sukr aur Junaid Baghdadi kay Sahw ki Bahas? Q.11 | 2:20:06 Reference # 11: Mian Muhammad Bakhsh (Saiful Malook) kay Shair mei Ambia / Sahaba ki Shaan mei Shatah-iyat? Q.12 | 2:24:43 Reference # 12: Qadam-e-Ghausia ("Mera Qadam Tamam Auliya ki Gardan par hai") aur Bahjat-ul-Asrar ki Riwayat? Q.13 | 2:32:47 Reference # 13: Bahjat-ul-Asrar ki Hekayat: "Mera koi mureed baghair tauba kay nahi marega" - Dawa-e-Kashf-o-Karamat? #.## | 2:42:03 END !!

Suggested videos